Gajendra Verma | Pehla Pyar Lyrics | Summary - Chapter 04 - Gajendra Verma Lyrics
Singer | Gajendra Verma |
Music | Gajendra Verma |
Song Writer | Gajendra Verma |
Ab na rukenge,
Ab aur na sah payega dil ye
Ab na rukenge
Ab aur na sah payega..
Sath seekhein humne Zindgi ke, mayinein sabhi
Sath dekhe the jo saare sapne ab kuch nahi
Tu chali ja, Par bhool na
Ke mai hoo tera pahla pyaar.
Dil toh mazboor tha, Ke chal pada teri aur hi
Har baar.. Mere yaar, dildaar
Har baar…., Mere yaar, Dildaar…..
Kaisi ye judaai hai, Aankh bhar aayi hai
O ve rabba teri, Kaisi ye khudaai hai
Kaisi ye judaai hai, Aankh bhar aayi hai….
Pyaar ki duniya tune, Aisi kyu banai hai..
Ab yahan kya rakha hai kya main samjhaun dil ko
Kis tarah se bata de ab main bhool jaun tumko
Theek hai tum se kya main kahun
Bas bata kaise tujh bin rahun
Tu chali ja, Par bhool na
Ke mai hoo tera pahla pyaar.
Dil toh mazboor tha, Ke chal pada teri aur hi
Har baar.. Mere yaar, dildaar
Har baar…., Mere yaar, Dildaar…..
0 Comments